HOME PAGE BÀI DỊCH SONG LYRICS LISTENING
 
Songs:
Search
 


Bài địch có tích hợp bộ từ điển, các bạn hãy nhấp 2 cái vào từ muốn tra nhé.

   

Play Video Music Play
Lyric: »
dono ke dil hai - Jagjit Singh
-FEMALE--
Mm hm hm hm, majboor se
Dono ke dil hai majboor pyaar se - 2
Hum kya kare meri jaan tum kya karo
Meri jaan, kya karo
--MALE--
Dono ke dil hai majboor pyaar se
Hum kya kare meri jaan tum karo
--FEMALE--
Meri jaan, tum kya karo
Hum to sanam tumko chaahe umar bhar
Dil ki pyaas kehti hai, aur ek nazar dekhe
--MALE--
Aah
--FEMALE--
Hum to sanam tumko chaahe umar bhar dekhe
Dil ki pyaas kehti hai, aur ek nazar
--MALE--
Ho, dekho hamaara bhi haal, har dam tumhaara khayaal
hamaara bhi haal, har dam tumhaara khayaal
Dil mein uthaata hai toofaan, hum kya kare
--FEMALE--
Tum karo
--MALE--
Dono ke dil hai majboor pyaar se
--FEMALE--
Dono ke dil hai majboor pyaar se
--MALE--
Hum kya kare meri jaan kya karo
--FEMALE--
Meri jaan, tum kya karo
--MALE--
Lekar tumhaara naam aise khoye rehte the
Aaj humko deewaana hanste log kehte hain
--FEMALE--
Aah
--MALE--
Lekar naam aise khoye rehte the
Aaj humko deewaana hanste log kehte hain
--FEMALE--
Ho, dil mein hota hai pyaar, kaise na ho beqaraar
Jis dil mein hota hai pyaar, kaise na ho beqaraar
Yeh dil agar hai pareshaan, hum kya kare
--MALE--
Tum kya karo
--FEMALE--
Dono ke dil hai majboor pyaar
--MALE--
Dono ke dil hai majboor pyaar se
--BOTH--
Hum kya kare meri jaan, tum kya karo
Meri jaan, tum kya karo


 

© Bài Dịch 2010-2019 | www.BaiDich.com
Bài Dịch đang có trên 650.000 lời nhạc và 20.000 tác giả, và tất cả điều có video minh hoạ.
Để tập phát âm và biết nghĩa của bất cứ từ nào thì hãy nhấp chuột 2 cái thật nhanh vào từ đó.