HOME PAGE BÀI DỊCH SONG LYRICS LISTENING
 
Songs:
Search
 


Bài địch có tích hợp bộ từ điển, các bạn hãy nhấp 2 cái vào từ muốn tra nhé.

dil chura liya - Raghav

Play Video Music Play
Lyric: »
Dil Chura Liya lyrics

Dil Chura Liya lyrics

Aap Ka Joota Dekha
Bahut Haseen Hai
Ise Apne Pairon Mein Mat Daaliyega
Maila Ho Jayega
Pyaar Log Ek Doosre Ko Bator Nishani
Phool Card Angoothi Rumaal Dete Hai
Yeh Pada Aur Suna Tha
Par Yeh Jootha
Lagta Hai Pyaar Mein Aap Ke Yaha Joota Dene Ka Riwaz Hai
Dil Churane Ka Achcha Andaaz Hai
Mere Dilbar Mere Janam
Maine Tumse Pyaar Kiya Re
Bechaini Badhti Jaati Hai
Tu Ne Kaisa Dard Diya Re
Maine Tumse Pyaar Kiya Re
Maine Tumse Pyaar Kiya Re
Dil Churaliya Dil Churaliya
Dil Churaliya Dil Churaliya

Teri Pehli Nazar Ne
Mera Chain Churaya
Tera Khwaab Jo Aaya
Raaton Ko Jagaya
Teri Pyaas Ko Maine
Hoto Pe Sajaya
Chaahat Kaisi Hai
Tune Mujko Bataya
Dil Churaliya Dil Churaliya
Dil Churaliya Dil Churaliya

Pao Zameen Pe Padte Nahin Ab
Main Udne Lagi Hoon Hawa Mein
Khushboo Banke Bikhri Padi Hoon
Teri Zulfen Aaj Fiza Mein
Tune Jaadoo Yeh Kaisa Kiya Re
Tune Jaadoo Yeh Kaisa Kiya Re
Dil Churaliya Dil Churaliya
Dil Churaliya Dil Churaliya

Teri In Baahoon Mein Mujhko
Ab To Jeena Marna Hai
Soch Liya Hai Had Se Zyaada
Ab Ishq Tujhe Karna Hai
Maine Maana Tujhe Hi Piya Re
Maine Maana Tujhe Hi Piya Re
Dil Churaliya Dil Churaliya
Dil Churaliya Dil Churaliya

Teri Pehli Nazar Ne
Mera Chain Churaya
Tera Khwaab Jo Aaya
Raaton Ko Jagaya
Teri Pyaas Ko Maine
Hoto Pe Sajaya
Chaahat Kaisi Hai
Tune Mujko Bataya
Dil Churaliya Dil Churaliya
Dil Churaliya Dil Churaliya...


Listen and fill in the blanks
 

© Bài Dịch 2010-2019 | www.BaiDich.com
Bài Dịch đang có trên 650.000 lời nhạc và 20.000 tác giả, và tất cả điều có video minh hoạ.
Để tập phát âm và biết nghĩa của bất cứ từ nào thì hãy nhấp chuột 2 cái thật nhanh vào từ đó.